.-._.-.
'-._.Ghazal,*
Kisi Se Pyar krta Hon Humesha Haar jata Hon,,
'-._.Ghazal,*
Kisi Se Pyar krta Hon Humesha Haar jata Hon,,
Mai jitni Baar karta Hon Humesha Haar jata Hon,,
Kabhi Sham Se Pehle kisi jana ki Ankhon se,,
Ye Ankhein 4 karta Hon Humesha Haar jata Hon,,
Kabhi kisi Mehfil Mai Wafa ki Guftagoo par,,
Jab Takrar karta Hon Humesha Haar jata Hon,,
Nigahon Mai To Doosron se Baazi jeet jata Hon,,
To jab izhaar karta Hon Humesha Haar jata Hon,,
Ke shayad is Dafa koi Mujhe Apna Bana Lega,,
Humesha Pyar karta Hon Humesha Haar jata Hon...!!!
.-._.-.
'-._.TYPE,BYE,AJNABI,*
.-._.-.
'-._.TYPE,BYE,AJNABI,*
No comments:
Post a Comment